How To Convert Zip File Into Parts


Hello Dosto Aaj hum Aapko btayege ki badi zip file ko parts me kaise convert karte hai.

Dosto Vaise to Aap zip file ko parts me pc me badi asani se kar sakte ho but hamare jo jyada user hai wo mobile phone ke hai iss liye hum aapko mobile phone me karna sikhayege.

Software: Rar

Step by Step guide in hindi:

1. Dosto pehle jo maine upar rar software kaa link diya hai wo download karle

Or dosto zip file ko pehle extract kar ke rakhe hum us file ko parts me convert karege

2. Ab software open kare 

3. Dosto Aapko jo phone ki storage me my files ke folder dikhege


4. Jis file ko convert karna hai usse mark karle



5. Mark karne par Aapko otion milega Add to Archive


6. Pehle Aapko Genreral ki option hogi or side me advance ki option hogi waha pe jae




 
7. Yaha pe mb likha hai Waha Aage jitne mb ke parts convert karne hai waha pe bhar de
   (Example: 1gb file(200mb*5parts) )


8. Ab ok kar de or Wait kare.


9. Thodi der baad file convert ho jayegi


Thankyou For Read